From Heart 2 Heart ( Direct Dil se )
Read this Mail as slowly as u can ............ ...
Read it twice and thrice and understand d whole scrap properly
``Waqt nahin``
Har khushi hain logo ke Daman me
par ek hansi ke liye waqt nahin
Din Raat daudti Duniya me ........
Jindagi ke liye hi waqt nahin
Maa ki loree ka Ehsash hain .........
par Maa ko Maa kehne ka bhi waqt nahin
Sare Risto ko to Hum Mar chuke ...
PAr unhe Dafnane ka bhi waqt nahin
Gairon ki kiya baat kare........
Jub apno ke liye bhi waqt nahin
Aankho me to hain nind badi par ......
Sone ka waqt nahin
Paise ki Daud me ese daude ,,,,,,,,,
Ki thakne ka bhi waqt nahin
Tu hi Bata E jindagi,,,,
Is Jindagi ka kiya hoga,,,
Ke har par Marne walo ko jeene ka bhi waqt nahin
Agar aapko achcha lage ye Mail to Khuch Alfaz batana ,,,,,,,
Warna aapke paas bhi waqt nahin
From Heart 2 Heart ( Direct Dil se )
March 10, 2009
Labels:
Good Day,
Inspirational,
Short Poem,
Smile
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments
Post a Comment